This is the mood for remembering the past. Long long time ago about my first friend in life.
Ooo...
Ek Sooraj Nikla Tha
Kuchh Paara Pighla Tha
Ek Aandhi Aayi Thi
Jab Dil Se Aah Nikli Thi
Dil Se Re
Ek Sooraj Nikla Tha
Kuchh Paara Pighla Tha
Ek Aandhi Aayi Thi
Jab Dil Se Aah Nikli Thi
Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya
Piya Piya Piya Na Piya
Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya
Piya Piya Piya Na Piya
Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re
Ooo....
Do Patte Patjhad Ke Pedon Se Utrey Thay
Pedon Ki Shaakhon Se Utrey Thay
Phir Utne Mausam Guzre Vo Patte Do Bechaare
Phir Ugne Ki Chaahat Mein Vo Sehraon Se Guzre
Vo Patte Dil Dil Dil Thay
Vo Dil Thay Dil Dil Dil Thay
Dil Hai To Phir Dard Hoga
Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Rehte Hain
Dil Hai To Phir Dard Hoga
Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Rehte Hain
Dil Se Dil Se Dil Se Dil Se
Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya
Piya Piya Piya Na Piya
Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re
Ooo...
Bandhan Hai Rishton Mein
Kaaton Ki Taarein Hain
Patthar Ke Darwaaze Deewaarein
Belein Phir Bhi Ugti Hain
Aur Guchchhe Bhi Khilte Hain
Aur Chalte Hain Afsaane
Kirdaar Bhi Milte Hain
Vo Rishtey Dil Dil Dil Thay
Vo Dil Thay Dil Dil Dil Thay
Gam Dil Ke Pak Chulbule Hain
Paani Ke Ye Bulbule Hain
Bujhte Hain Bate Rehte Hain
Gam Dil Ke Pak Chulbule Hain
Paani Ke Ye Bulbule Hain
Bujhte Hain Bate Rehte Hain
Dil Se Dil Se Dil Se Dil Se
Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya Piya Na Piya
Piya Piya
Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Piya Piya Piya Na Piya
Dil Se Re
Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re